Rain Mashup Lyrics - Neha Kakkar

Album :- Rain Mashup-Single
Lyrics :- Neha Kakkar

Watch Music Video:



Rain Mashup Lyrics:


Tip tip barsa paani.
Paani ne aag lagayi.
Aag lagi dil mein toh.
Dil ko teri yaad aayi.

Teri yaad aayi toh.
Jal utha mera bheega badan.
Ab tu hi bata o sajan.
Main kiya karun.

Aha aa ha ha.
Aha aa ha ha.

Na na na na na na
Naam tera mere labon par aaya tha.
Hoo.
Naam tera mere labon par aaya tha.

Hoo.
Main bahane se tumhe bulaya tha.
Jhoom kar aa gya saavan.
Main kya karun.

Aha aa ha ha.
Aha aa ha ha.

Bheehe bheege tere lab mujhko kuch kehta hain
Dil hai khush mera ke khayal ek jaise hain.
Roko naa yun khud ko tum sunlo dil ki baat ko.
Dhal jaane do shaam aur aa jane do raat ko.

Kitna haseen ye lamha hai.
Kismat se maine churaya hai.

Aaj ki raat naa jana tu savan aaya hai.
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai.

Sabse chupa ke tujhe seene se lagana hai.
Pyar mein tere had se guzar jana hai.
Itna pyaar kisi pe pehli baar aaya hai.

Mohabbat barsa de na tu savan aaya hai.
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai.

Koi nahi tere siva mera yahan.
Manzilein meri toh sab yahan.
Mitade sabhi aaja faasle.
Main chahun mujhe mujhse bannt le.
Zara sa mujh mein tu jhaank le.
Main hun kiya.

Ooo.
Kabhi jo badal barse.
Main dekhun tujhe aankhein bharke.
Tu lage mujhe pehli barish ki dua.

Tere pahloon mein rah lun.
Main khudko pagal kah lun.
Tu gham de ya khushiyaan seh lu.
Saathiya.

Lagi aaj savan ki for woh jhadi hai.
Lagi aaj savan ki for woh jhadi hai.

Wohi aag sinne mein fir jal padi hai.
Lagi aaj saavan ki for woh jhadi hai.

Aha aa ha ha.
Aha aa ha ha.

Tip tip barsa paani.
Paani ne aag lagayi.
Aag lagi dil mein toh.
Dil ko teri yaad aayi.

Teri yaad aayi toh.
Jal utha mera bheega badan.
Ab tu hi bata o sajan.
Main kiya karun.

Aha aa ha ha.
Aha aa ha ha.
Rain Mashup Lyrics - Neha Kakkar Rain Mashup Lyrics - Neha Kakkar Reviewed by Dyyan khan sherwani on 02:18:00 Rating: 5

No comments